Hello friends, aaj main aap ko bataun ga k aap facebook aur twitter k through paise kaise kama sakte hain
Fanslave ji friends ye aik aisi website hai jo aap ko facebook pages likes karne , facebook groups ko join karne aur twitter pe follows karne k liye pay karti hai, wo users jin ko facebook pages ki likes, apne facebook group k liye members, ya apne twitter account k liye followers chahiye hotay hain wo Fanslave ko pay karte hain and wo workers jo un logon k pages like, groups join and twitter follows karte hain Fanslave unhe pay karti hai so its simple.
is k ilawa aap k Fanslave account main 1 link hoga jab bhi aap kisi ko wo link send karain gay aur agar wo aap k us link se Fanslave open kar k wahan account bana laita hai tou wo aap ka referral ban jay ga then wo jo bhi earning karay ga us ka 15% aap ko bhi milay ga, is ki koi limit nahi k aap kitne referrals banatay hain..
now the thing k paise kaise milain gay so its simple, Fanslave pe aap jab b koi page like, koi group join ya koi twitter follows karain gay tou aap k Fanslave k account main kuch credits aa jain gay jo k real main Euro's hon gay ye b 1 currency hai, do you know 1 Euro, 122 pakistani ruppees k equal hota hai so jab aap k Fanslave k account main 15 Euros ho jain tou aap us ko alertpay main cashout kar sakte hain alertpay wo famous web money processor hai jis se aap apni web money apne ghar ya apne bank account main mungwa sakte hain jaise western uninion aur doosre payment processors hain but just alertpay hi 1 aisa web money payment processor hai jo pakistan ko support karta hai..
so jab aap k alertpay main paise ajain tou aap alertpay se wo paise ghar pe check ki soorat main ya apne bank account main b mungwa sakte hain..
so pehle alertpay join karain:
after this Fanslave pe account banain:
NOTE: fanslave pe work start karne se pehle site k F.a.q se instruction zaroor read kar lain k work kaise karna hai..
For more instructions contact me on facebook here
Thanks
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDelete